Ap KI khatir
Ap KI khatir
dard ke tufan dil main uth tay hay,lamhe sadiyon ki taran kat tay hay,
hum mitana chahain jo kabhi.. apke naksh kahan mith tay hain
humesha tanhayon ki majlis main humne apka intezar kiya
apki khatir kambakht dil ne dard main simti hui gehrahi se pyaar kiya
yuun armano pe chahain ge shafaq chahat kay socha na tha kabhi
yun humare chain ko itni taklif pontchain ge
lamhe apke mohabbat ke socha na tha kabhi
jun apki kashich ka jadu chale ga jism or jaan main ke ap hi ap nazar ahain ge,
anjuman main,sehra main,zameen asmaan main
socha tha na kabhi.
humesha tanhayon ki majlis main humne intezar kiya
apki khatir kambacht dil ne dard ki simti hui gehraion se bhi pyaar kiya
humne apse umeed ki to kya tori si shidat tori si wafaa
yun humari itni si guzarish qabool karne ke liyeh ap hume itna tarsainge ge
scoha na ta kabhi
yun humare khwabon ko mukamal karne ke liyeh
is kadar hume ap pal pal tarpaynge
socha na tha kabhi.
humesha tanhayon ki majlis main apka humne intezar kiya
ap ki khatir kabakht dil ne dard main simti hui gehraion se bhi pyaar kiya.